Reviews from our customers
See how we take care of our customers' experience with reliability, top quality and more
हमारे मरीज का नाम माधुरी देवी है जिनका इलाज डॉक्टर धर्मेंद्र सर और डॉक्टर मनीष सर के अंदर में हुआ है और हम लोग यहां पांच जिलों से ट्रीटमेंट कर रहे हैं और सब चीज हम लोगों को अच्छी लगी है यहां के लोग काफी ज्यादा अच्छे हैं और डॉक्टर शालिनी मैं और रश्मि मैं ने भी फुल सपोर्ट किया है काउंटर पर सौम्या लड़की नाम की काफी अच्छा काम करती है बाकी यहां की साफ सफाई पर हमें अच्छा और ठीक है
~ Nigam P
Pulse Hospital (Transport Nagar) ka experience bohot hi behtareen raha. Aaj hum apni ammi ko discharge kara rahe hain aur yahan ka pura staff bohot cooperative hai. Doctors ne bohot acche se ilaaj kiya, reception wale bohot helpfull the aur yahan ki nurses ne meri ammi ki bohot acchi dekhbhal ki. Sabhi ka kaam bohot accha aur zimmedari wala tha. Thank you Pulse Hospital team
~ Azhar f
Hello and thank you doctor sir and madam...humara patient bahut buri halat me yha pr aaya tha or dr Manish sir ne treatment Kiya or aaj ki date me humara patient ek dum accha ho gya hai jisse ki hum sabhi staff or doctor ko dhanyawad krte hai hum log or pura pariwar yha ke nature se bhut khus hua or doctor sahab ka nature sabse accha hai......dr Manish sir apko dil se dhanyawad
~ Radheshyam P
Pulse multi specialty hospital and director Dr.manish Keshari is very honest person and hospital services is very carefull staff and doctor Manish Keshari bahot hee achhey inshan and critical care ke maamle mein pure Allahabad mein sab se achhey doctor hain
Sir aap bahot achhey ho yaar Etna friendly Maine kahi nhi dekha jitna aap ho patients se aur apne staff doctors se
~ shyam s
Hospital ki facility bahut acchi hai doctor Manish Sar Unka nature bahut Achcha hai Unka behaviour bahut Achcha hai vah bahut Cooperative hai yahan ki staff bahut acche Hain Unka vyavhar bahut Achcha hai receptionist bahut Cooperative hai nursing staff bahut mehnati hain aur bahut acche Hain yah Hospital best hai yahan per mera beta aaya tha aur abhi vah theek hokar ja raha hai
~ Hari S
Hello sir
Humare patient- MD hasim hai or unka jiss trah se treatment hua hai hum logo ko laga tha ki bhut critical me hai but Dr Manish sir ne or Dr Dharmendra sir ne inka bhut acche se treatment hua h jisse ke mera pariwar khus h aaj hum log ghr ja rahe hai
Thank you sir & All staff support
Behaviour and helpful nature
~ Nisar a
Mai mere patient raunak ko bahot hii kharab halat mai lee ye yaha aya th sare hospital walo ne hamere patient ko lene se mana kar diye th fir ham yaha pulse hospital leke aye or yaha par dr.manish sir or dr.dharmendra sir milkar hamere patient ko thk kar diye ab hamara pt bilkul sahi hn hmm use ghar le jaa rahe hn.. thanks for pulse hospital team
~ Suhani K
Mai is hospital mai emergency mai aayi thi or mujhe Dr. Shalini Singh ne bahot hi ache se meri delivery kri or mai bahot khush hu is hospital ke sabhi Dr. Manish .Dr Dharmendra Singh .Dr. Rashmi sabhi bahot ache hn or yaha ke nursing staff bhi bahot ache hai mera bahot ache se care kiye... Or mai bahot khush huu
~ Alisha A
I'm neeraj and my mother and wife are admitted in this hospital and all treatment Is well I'm so happy and good 👍😊 behaviour
Hum yha ke doctor Dr Rashmi keshri ma'am se bhut jyada acche se khus h kyuki unka treatment hume pasand aaya hai or sab staff ka nature accha hai..... clear and clean jagah h
~ Neeraj A
Namaste sir mere patient ka name chaubey hai yha lagbhag 5 dino se admit the or unka treatment dr Manish sir ne kiya hai or wo ab ekdum thik or hum log ghr ja rahe hai
Sir ka bhut dhanyawad or sare staff hume support kiya or behaviour accha laga hai
Reception log acche hai
~ Tulshi M
Thankyou Manish sir
Ap bahut hi supportive hai apke jaisa doctor pure prayagraj me nhi hai kyu ki ap marijo ko smjhte hai ap doctor nhi bhagwan ke dusre rup hai maine to bhagwan ko nhi dekha hai pr bhagwan jaise Ishan Dr Manish sir apko dekha hai mai apko dill se dhanyawad deta hu ap mere reletive ko thikk krke unka pura pariwar bacha diye hmlog ki aur unke pure pariwar ki duaa sahdev apke sath hai apke sare staff bahut hi acche hai
Thank you to all your teams members
~ Veeru M
Hospital bhout hi achha hai yaha ka treatment 1no hai doctor ka vyavhar bahut achcha hai nursing staff bhi bahut acche Hain reception ke staff bhi bahut acche hain hospital ka treatment sabse jyada achcha hai aur hamara marij yahan se theek ho kar ja raha hai
~ Pappu Y
Ye hospital bahot sare hospital se bahot acha hn mere patient ko yaha bahot ache se rakha gya dr dharmender or dr manish sir bahot ache hn or yaha ka sara staff bahot acha hai sabse jyda shalini mem ne meri wife ki care ki so good hospital
~ Sandhya K
Hum log yha pr apne bacche ke treatment ke liye aaye the or humara baccha nicu me se thik ho kr gya hai hum log Dr Manish sir se bhut kush hai kyuki unhone humari bate suni hai or achche se samjha hai...... Baby ka name kartik hai sir hum log ki trf se dhanyawad
~ Rajesh K
Mjha ya hospital bout achha laga Yahi ki suvidha bhi Bahut achha hai Dr. Manish keshri sir bhout experience doctor hai yaha k Sabhi staffo ka behavior kaffi aches raha yaha treatment k liya Jada wait nhi krna para Thank you everyone one
~ arvind s
Mujhe Hospital Achcha Laga Hai Yahan hospital ke sare staff bahut acche Hain nursing staff aur doctor bhi bahut acche Hain unhone Kafi Hamare madad ki hai aur Hamara marij yahan se theek hokar ja raha hai aur ham Yahan Aakar Ilaaj se santusht hai
~ Omprakash S
Patient Name- mr Sandeep
This hospital-
Badiya hospital hai yaha pe ilaaj vi achha hota hai patient chahe jitna serious ho happy hoke jata hai
Mean, bht he badiya hospital hai aap yaha pe visit kr sakte hain..
~ Mithlesh
Ya hospital bhout achha laga yaha ka treatment bhout achha hai yaha k staff ka nature or behaviour sahi hai Dr Manish Keshri or Dr Dharmendra sir bhout achha treatment kiya hai mera patient ka hum log sb satasfy hai is hospital sa
~ Sameer C
Pulse Multispeciality and Critical Care is truly exceptional! With its attentive doctors and excellent supervision, you can trust that you're in good hands. The gentle care provided, combined with quick service, ensures a seamless experience. The staff's commitment to great customer service makes every visit pleasant. Plus, the facility is well-connected and maintains a clean, hygienic environment. I highly recommend Pulse for anyone seeking top-notch medical care!
~ Lawless K
Pulse hospital bahut hi achha hai aur patient ka bahut khayal rakha jata hai. Dr Dharmender sir bahut hi kankar hai aur Gyan wale hai. Mai ak discharge hokar ja raha hu . Mai pure staff and management ko dhanywad de raha hu
~ Mohanlal C
Pulse hospital is excellent hospital in uttar pradesh . Meri Mata ji ka Ilaj Dr Dharmendra Singh sir ne Kiya aur ab this hai. Ya par Dr Dharmendra Singh and Dr Manish bahut ache Hai our bahut gyani hai
~ Umesh K
Bahot hi acha hospital hn or yaha ke dr manish sir or dharmendra sir sarii mam log bahot acchii hn jo reception pe rehti hn wo mam jada achii hn or mai ye hospital se bahot khush hu
~ Satendra S
Mai apne patient neelu ko is hospital mai leke ke aayi thi delivery karne or bahot hi ache se inka delivery hua dr.shalni singh mam bahot hi hamre patient ko inlaj kii thank you pulse hospital..
~ REETU S
वे एक ऑर्थोपेडिक (हड्डी एवं जोड़) सर्जन हैं।
उनके पास 20+ वर्षों का अनुभव है।
वे घुटना (Knee) और कूल्हा (Hip) रिप्लेसमेंट, स्पोर्ट्स इंजरी, आर्थ्रोस्कोपी और ट्रॉमा सर्जरी में विशेषज्ञ हैं। �
~ Ritesh S